Shaam
12-05-2010, 12:17 PM
ab hum waqt ke aagei khamoshi sei jhuktey hain
chalo bandhtey hain rakht e safar hum chaltey hain
umeed e sahar taweel hooi boojhal hain ankhein meri
naya sooraj dunya ko mubarak hum raato me hi jaltey hain
kis ne kia khoya hai kiya paya hai waqt samjha jaye ga
hum kuch na bolein hont apnei siltey hain.
phir din dhala phir shaam hooi phir teri yaad sooraj tulu huwa
din bher kei khuwaab humarei raato me ab khiltey hain
tera hijr ger Khuda ki marzi tou me bhi us se raazi hoo
dil tou phir dil haina, kuch kahta hai tou ansoo girtey hain
tu kia hai teri baat kia tera khird kia tera junoon kia
tujh jaisey shaam yaha roze jeetey hain roze martey hain.