Shaam
12-05-2010, 12:07 PM
Jab tera hukum mila tark-e-mohabbat kardi
dil magar is pe woh dharka k qayamat kardi
tujh se kiss tarah main izhar-e-tammana karta
lafz soocha tu maaani ne bagaawat kardi
main tu samjha tha k laut aatay hain janay walay
tu ne jaakar tou judaayi meri qismat kardi
mujhko dushman k iraadoon pe bhi piyar aata hay
teri ulfat ne mohabbat meri aadat kardi
kiya tera jism tere husan ki hidat mein jala?
raakh kiss ne teri soonay ki see rangat kardi