life2
12-03-2010, 10:52 PM
tu wafa kur wafa ka sila.wafa jane khuda jane.
tum diya jalate rehna hawa janey khuda jane.
khizaan ka khouf malli ko buzdil nahi kar sakta,
chaman abaad rakh Baad-e- saba jane khuda jane
mareez-e-eishq dawa-e-dil samajh dilber ko.
marze jane dawa jane shifa jane khuda jane.