FarazAli
12-02-2010, 07:46 PM
Shehar Mein Aisi Baat Phaili Hai
Ek Ladki Udaas Rahti Hai
Sar Jhukay Kahin Kahin Lamhey
Ban ke Tasveer-e-Yaas Rahti Hai
Wo Tassawur Mein Dekhti Kuch Hai
Wo Khayalon Mein Khojtyi Bhi Hai
Us Ki Nazrein Bhatakti Phirtien Hain
Janey Kya Dhoondti Wo Rehti Hai
Us Ki Hasrat Bhari Si Aankhon Mein
Jo Bhi Dekhey Wo Jaan Jaye Ga
Umar Ke Pehle Mod Par Us Ne
Ek Bohet Gehra Zakham Khaya Hai
Aye Hawa Ja Ke Us Se Kehdena
Pyari Ladki Udaas Mat Rehna
Gar Cheh Kitna Bhi Zakham Gehra Ho
Waqt Ke Sath Bhar He Jaye Ga
Han Magar Ab Yeh Soch Kar Chalna
Jis Kisi Guzre Lamhey Ke Baa-as
Teri Aankhon Mein Aansoo Aayey Hai
Us Taraf Phir Na Dekhna Hargiz
Ho Sake To Na Sochna Kuch Bhi
Apne Nadan Dil Ko Samjhana
Ab Kabhi Aitbaar Mat Karna
Apne Dil Par Na War Ab Karna
Hai Qasam Tujh Ko Ruswa Mat Hona
Khud Mein Duniya Nayi Basaoo gi
Tab He Tum Us Ko Bhool Paoogi
Ek Ladki Udaas Rahti Hai
Sar Jhukay Kahin Kahin Lamhey
Ban ke Tasveer-e-Yaas Rahti Hai
Wo Tassawur Mein Dekhti Kuch Hai
Wo Khayalon Mein Khojtyi Bhi Hai
Us Ki Nazrein Bhatakti Phirtien Hain
Janey Kya Dhoondti Wo Rehti Hai
Us Ki Hasrat Bhari Si Aankhon Mein
Jo Bhi Dekhey Wo Jaan Jaye Ga
Umar Ke Pehle Mod Par Us Ne
Ek Bohet Gehra Zakham Khaya Hai
Aye Hawa Ja Ke Us Se Kehdena
Pyari Ladki Udaas Mat Rehna
Gar Cheh Kitna Bhi Zakham Gehra Ho
Waqt Ke Sath Bhar He Jaye Ga
Han Magar Ab Yeh Soch Kar Chalna
Jis Kisi Guzre Lamhey Ke Baa-as
Teri Aankhon Mein Aansoo Aayey Hai
Us Taraf Phir Na Dekhna Hargiz
Ho Sake To Na Sochna Kuch Bhi
Apne Nadan Dil Ko Samjhana
Ab Kabhi Aitbaar Mat Karna
Apne Dil Par Na War Ab Karna
Hai Qasam Tujh Ko Ruswa Mat Hona
Khud Mein Duniya Nayi Basaoo gi
Tab He Tum Us Ko Bhool Paoogi