FarazAli
12-02-2010, 07:39 PM
Khwab Ban Kar
Khwab ban kar teri aankho mein smana hai, Dawa ban kar tera har dard mitana hai, Hasil hai mujhe zamane bhar ki khushiyaan, Par tera pyar ban kar tujhe pana hai.
Aadat Hai Har
Gustakhi yahi hai hamari, Har kisi se rishta jod jate hai, Log kehte hai mera dil pathar ka hai, Lekin kuch aise bhi hai, Jo isse bhi tod jate hai.
Zikar Unka Hi Aata
Zikar unka hi aata hai mere fsane mein, Jino jaan se jyada chaha humne jmane mein, Tanhai mein uni hi yaad ka sahara mila, Nakamyab rahe hum jinhe hum bhulane mein.
Kisi Ke Dil Par Kya
Kisi ke dil par kya gujri koi anjan kya jane, Pyar kisko kehte hai yeh nadan kya jane, Hawa ke sath udd gaye ghar parindo ke, KAISE BANE THE GHOSLE YEH TUFAN KYA JANE.
Dil Ne Jo Chaha
Dil ne jo chaha aaj tak kabhi na paya, jhuthi muskan mein humne hamesha gum ko chupaya, Vaise toh har insan takdeer ko ajmata hai, Ek hum hi hai jise har baar taqdeer ne azmaya.
Bheegte Rehte Hai
Bheegte rehte hai baarish mein aksar, Kabhi mangi kisi se panah nahi, Hasrate puri na ho toh na sahi, Khwaab dekhna koi gunah nahi.