Shaam
11-30-2010, 04:43 AM
Ajeeb si baat hai mei roz mei roz Soorah e Fatiha parhta hoo. kahta hoo ke "Aye Allah hum teri bandagi kartey hain tujh sei hi madad chahtey" phir kahta hoo " aye Allah mujhey seedhey rastey per chala" phir kahta ho "us rastey per nahi jis per tu ne ghazab kia"
aur yah sab kah kar bhool jata hoo
mera farz poora hogaya ab Allah ka kaam hai .
zara socho koi merei pass apna prob leikei aaye aur me us ko certain kaam karnei ko kahoo
wo na karei aur phir roiye ke mera prob solve nahi huwa
kia kahooga mei
yahi ke hona bhi nahi tha
tum ne wo kia hi nahi jo kaha
tum ne chaha tou ke prob solve hojaye
per kia kuch nahi
Allah bhi yahi kahta hai
ke chah tou dua tou akrli
kiya KIAAA
mei phir sei uth kar usi bad aaimaalio me pargaya
na dawa kha raha hoo na parhez bus doctor ko visit karne sei beemari theik hojati hai
badaimaalio ke ataab utartey hain
wo door honge wo amal chor kar
us sei alawa nahi
ek bohat simple sa criteria hai
ger aap ko kisi baat kki haqiqat ka idraak karna hai ya kisi ke rawaiyah ko justify karna hai tou.
us situation me kudh ko rakh kar soch lein
wo harkat wo alfaz wo amal koi aur karta aap ke sath
tou aap kia return kartey????
Allah ke zarf ko koi nahi soch sakta
ke wo maaf karraha karha hai aur karta rahey ga hamehsa
lekin maafi mangnei waley bano
Allah mujhey aur aap sab ko neik hidayat dei
ameen.
Kamtareen
Hammad (Shaam)