PDA

View Full Version : **parents **


ShArArTi MuNdA
08-18-2008, 11:36 AM
Hey guys... sorry i didn't find da ryte place for this post... anywayz m posting in here.

I'm sure u all luv ur parents and u sure will but here is da pic n read underneath as well........ i only have one request from all of you. PLEASE TAKE CARE OF YOUR PARENTS AND DON'T LEAVE THEM OR THROW THEM OUT AT THIS AGE........ Hopefully u guys won't mind for this Thread and i wanted to share with you guys so hopefully we will get a lesson from this.
Thanks allz.

http://img178.imageshack.us/img178/9259/parentsee6.jpg

safa
08-18-2008, 11:51 AM
thnx mundaji
nice post...
Allah na karey kisi ke sath aisa ho...!

ShArArTi MuNdA
08-18-2008, 12:00 PM
Thanks for da reply safa jiii n AMEEN....

safa
08-18-2008, 12:02 PM
ur wc

MeOw*
08-18-2008, 01:08 PM
Nice post Munda

ShArArTi MuNdA
08-18-2008, 01:11 PM
Thanks sani

SaHaR
08-18-2008, 01:16 PM
hmmmm :(

BUHAT bura lag raaha ha dehk ka :(

thx4s

ShArArTi MuNdA
08-18-2008, 01:19 PM
Thanks sahar jiii aur mujey b dekh k bohat dukh howa hai :$

Ghuncha
08-18-2008, 02:10 PM
Nice Sharing

ShArArTi MuNdA
08-18-2008, 03:41 PM
Thanks ghun

ShahTaJ
08-18-2008, 05:04 PM
Allah sub bacho ko itni tufeeq de k wo apne maa baap ki izzat or khidmat ker sakhein Ameen

FAJAAN
08-18-2008, 08:31 PM
Yaar tu mannu rula ditta

ShArArTi MuNdA
08-18-2008, 10:05 PM
Allah sub bacho ko itni tufeeq de k wo apne maa baap ki izzat or khidmat ker sakhein Ameen

Ameeen & Thanks for REply

ShArArTi MuNdA
08-18-2008, 10:09 PM
Yaar tu mannu rula ditta

Fajjan baat hi khuch esssi hai :(

Ashi
08-20-2008, 10:08 AM
Allah kisi ko aisa din na dekhaye... aur hum sab ko taufeeq de ke hum apne parents ka hamesha khyal rakhein .... aik din humein bhi isi maqam per pohachna hai aur meri to roh hi kanp jati hai aisa soch kar ke koi aulad apne ma baap ke saath aisa salook kare gi...!! So Sad :(

ShArArTi MuNdA
08-20-2008, 10:10 AM
Allah kisi ko aisa din na dekhaye... aur hum sab ko taufeeq de ke hum apne parents ka hamesha khyal rakhein .... aik din humein bhi isi maqam per pohachna hai aur meri to roh hi kanp jati hai aisa soch kar ke koi aulad apne ma baap ke saath aisa salook kare gi...!! So Sad :(

Thanks for reply ASHI jiii n AMEEN for ur prayers.

Ashi
08-20-2008, 10:12 AM
ur welcome.... waise sach baat to ye hai ke qayamat bohat kareeb hai
aur ye post dekh kar i am sooo sad now

ShArArTi MuNdA
08-20-2008, 10:17 AM
Ashi jiii es baat mai koi shaq nahi hai but i didn't mean to make ya sad....

Ashi
08-20-2008, 10:19 AM
arey nahi ji aap ki wajah se i am not sad i am sad because jo log aisa karte hain kya un ke dil pathar ke hojate hain
kyun ke hamare parents hamare saath kabhi galat nahi karsakte

ShArArTi MuNdA
08-20-2008, 10:27 AM
well wat can we say...... aab es duniay mai es kisam k log hotay hain..... well our parents don't b kids do :(

DUAA
08-21-2008, 10:27 AM
nice sharing mundaa

ShArArTi MuNdA
08-21-2008, 10:42 AM
Thanks duaa jii

Hani
09-03-2008, 01:05 AM
Sub srif bolte hen k parents ki khidmath karo,koi ammal nahi karta,main apse hi pochta hon k app sub apne parents k kitne Farma_Barrdaarr hen...?

Humaila
09-24-2008, 11:45 PM
Bohat hi usefull post hai.. Very nice..
Humey chahie key aapney parents ki khidmat karna..
Aur Mr.Hani. Zaroori nahi key insaan 100% karey lekin 100% koshish honi chahie..
Aur Waledein ki haar baat mano jo JAIZ hai.. Lekin iss umar mein jub waledein ay to
Onki baton ka bora nahi manana chahie. Onki kissi baat par "UFFFF" nahi karni chahie..
Baqi Allah(swt) behtaar janey wala hai..

ShArArTi MuNdA
09-25-2008, 12:30 AM
Sub srif bolte hen k parents ki khidmath karo,koi ammal nahi karta,main apse hi pochta hon k app sub apne parents k kitne Farma_Barrdaarr hen...?

salam hani jeee ........... well aap ki baat khuch khuch sahi hai lakin not completely... Allah ka shuker hai Hani jee k i do respect my parents and i do care abt them and Thanks to ALLAH they r happy wid me n frm my efforts... Humaila jee ney bilkul sahi kaha k if u can't do it atleast u can try for it. khair meri yehi dua hai k Allah sabko Toufeeq dey.AMEEN.

dua
09-25-2008, 05:51 AM
munda dil hilla ke rakh dia asi pic dekha ke bhot afsos hota hai asi olaad ko dakh ke

AYAZ
09-25-2008, 06:26 AM
Lanat ho aesi ulaaad per aur jo apney ma baap ke sath aesa karey ga agey chal ke aun ke bachey bhi aun ke sath wesa hi salook kareinge

Humaila
09-25-2008, 12:50 PM
Ayaz bhai.. Aisi soch sub nahi raktey.. Key humarey sath aghey kia hona hai..
Aisi soch raktey to parents key sath aisa sulook na kartey..
Lekin Onko zindagi key kissi moodh par ehsaas hota hai.. Aur who ehsaas Allah(swt) ki taraf se ata hai.. Lekin tub bohat late hoo chuka hota hai insaan..
behtaar hai late hone se hum abhi se aapney parents ka khyal rakhey..

ShArArTi MuNdA
11-02-2008, 01:35 AM
Thanks all of u for ur replyz n comments. :)

(¯`•¸♥Faryal♥¸•´¯)
02-24-2009, 09:55 AM
nice thread sm

ShArArTi MuNdA
02-24-2009, 10:18 AM
Thanks Faryal for lyking it

pkmuslim
05-08-2009, 06:14 PM
Maa ki naam aik nazam

http://img201.imageshack.us/img201/6308/maanknaam.png

s_sableo
05-08-2009, 08:14 PM
shit yaar barey kambakhat n kaminey kisam ki aulad thi

ansu aagaye ankho mei
v bad v bad v sad yaar v sad

s_sableo
05-08-2009, 08:17 PM
Maa ki naam aik nazam

http://img201.imageshack.us/img201/6308/maanknaam.png

wah wah wah wah wah oye hoye
basss sab khatam dost
bohat hee akhiiri n zabrdast sharing v nice
no wordsssssssssssssssssssssssss

night angel
05-16-2009, 11:28 AM
Nice

Roshni
05-23-2009, 12:33 PM
nice

risky1122
05-28-2009, 11:32 AM
Great Post.....Words hav fail 2 express my feelings 2 show LOVE with all Parents in the world:withrose:

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.