Shaam
11-29-2010, 12:32 AM
Qayamat ke roze jis roze ko bohat sarei naamo ke saath sath roz e shifaat bhi kaha hai jis din Rehmat bhi aam hogi jis din maafi aur magfirat ka bazar garam hoga us din bhi Allah 3 tarha ke logo ki taraf dekhey ga bhi nahi.
1. Munafiq (is me munafiqat ki sari iqsaam ajati hain)
2. Ahsan karkei jatlaaney wala (Ahsan waisey bhi kiya nahi jata sirf maana jata hai. karne walei ki niyat khidmat ki honi chaiyeh)
3. wo jo apnei takhney (ankle) dhanp ke rakhta hai (ap hamari marzi hai ke dunya me logo ki jhooti sataish ki parwa karlein ya qayamat ke roze Allah ki nazr e rehmat ki khuwahish)
hum sab itnei aqalmand hain ke apna chota 1 rupeui ki cheez 10 rupei me nahi letey ya phir koi apni new car ke badlei motorbike nahi lei ga lekin
yah kaisa sauda karahey hain
sochein zara.