Afreen
11-28-2010, 12:39 AM
ham saadaa hii aise the, kii yuuN hii paziiraa段i
jis baar KhizaaN aa段i samajhe ki bahaar aa段i
aashob-e-nazar se kii hamne chaman-aaraa段i
jo shai bhii nazar aa段i gul-rang nazar aa段i
ummiid-e-inaayat meN raNjiidaa rahe donoN
tuu aur terii mehfil, maiN aur merii tanahaa段i
yak-jaan na ho sakiye anjaan na ban sakiye
yuuN TuuT ga段i dil meN shamshiir-e-shanaasaa段i
is tan kii taraf dekho jo qatl-gah-e-dil hai
kyaa rakkhaa hai maqtal meN ai chashm-e-tamaashaa段i
Faiz Ahmed Faiz