Shaam
11-26-2010, 08:40 PM
deewane sei poocha zamana kaisa hai tou hans ke bola
"Kaisa zamana agaya hai kamzore taqatwar sei sarkashi karnei lagein hain"
phir poocha jadeed tehzeeb ka almiya kia hai tou kaha
"ke insaan hazaro meel door bethey dosrei insan ki awaz aur tasveer tou dekh sakta hai per paros me rahnei walei aur samne walei ke dukh aur zaroorat ka andaza nahi karsakta"