!«╬Ĵamil Malik╬«!
11-23-2010, 05:49 PM
Muhabat jab lahhu ban ker
Ragon main sarsray tu.
Koi bhoola huwa chehra
Achnak yaad aaye tu.
Kadam mushkil say uthtay hon
Irada dagmagay tu
Koi madham say lehje mein
Tumhain wappis bulay tu
Therr jana..
Samajh jana.
Ke abb wapiss platnay ka ammal aghaz hota hai
Kabhi tanhaiyon ka dard
Aankhon mein samaye to
Koi lamha guzashta chahaton ka
Tab satay tu
Kabhi yeh pagal dil kissi ki
Yaad mein rulay to.
Agar tum say tumhara dil
Kisi taur rooth jay tu
Kabhi anhoniyon ka dard
Parindon ko uray to
Hawa jab phir say aik zard sa
Patta giray to..
Therr jana..
Samajh jana.
Ke abb wapiss platnay ka ammal aghaz hota hai...
Ragon main sarsray tu.
Koi bhoola huwa chehra
Achnak yaad aaye tu.
Kadam mushkil say uthtay hon
Irada dagmagay tu
Koi madham say lehje mein
Tumhain wappis bulay tu
Therr jana..
Samajh jana.
Ke abb wapiss platnay ka ammal aghaz hota hai
Kabhi tanhaiyon ka dard
Aankhon mein samaye to
Koi lamha guzashta chahaton ka
Tab satay tu
Kabhi yeh pagal dil kissi ki
Yaad mein rulay to.
Agar tum say tumhara dil
Kisi taur rooth jay tu
Kabhi anhoniyon ka dard
Parindon ko uray to
Hawa jab phir say aik zard sa
Patta giray to..
Therr jana..
Samajh jana.
Ke abb wapiss platnay ka ammal aghaz hota hai...