- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
11-09-2010, 02:59 PM
Yeh Tarr Az Andesha-e-SoOD-o-Zian Ha Zindgee ..
Ha Kabhi Jaan , Kabhi Tasleem-e-Jaan Ha Zindgee ..
Tu Ise Paimana-e-AmrOoZ-o-Farda Se Na Naap ..
JaadWan , Peham Dawan , Har Dam Jawan Ha Zindgee ..
Apni Dunia Aap Paida Kar Agar ZindOn Men Ha ..
Sarr Adam Ha , Zameer Kun Fikaan Ha Zindgee ..
Zindgaani Ki Haqeeqat KoH Kann K Dil Se Pooch ..
JoOy-e-Shair-o-Taisha-o-Sang-e-Giraan Ha Zindgee ..
Bandgee MEN Gutth K Reh Jati Ha , Ek jOoY Kam AAB ..
Aur Azaadi Men Behr-e-Be Karaan HA Zindgee ... !!!
(Allma Iqbal)