Log in

View Full Version : a Problem regarding ISLAMIC SMS.


Shaam
11-07-2010, 03:40 PM
Assalam Alaikum

Hum sab ko roz bohat sarei sms mausool hotey hain
irshadaat duain aur khas kar ahadees

Aap sab sei bus itni guzarish hai ke kisi bhi sms ko parh ker amal karne ya us ko agei farward karnei sei pahlei us ki sihat ki tasdeeq bhejnei walei sei karlein matlab reference.

Jaisey hum ko rozana aisy cheezein mausool hoti hai jaisa kei

"10 YA 20 LOGO KO BHEJO TOU KHUSH KHABRI MILEI GI NA BHEJNEI WALA HALAAK HOGA YA KUCH AUR" IS PER LAHOL PARH KE DEL KARDIA KAREIN

"KISI MAHINEI KA CHAND DEKH KAR AGEI KHABAR KARNEI WALO KI MAGHFIRAT YA KUCH AUR" AUR AFSOS KE YAH SAB AAPsaw SE MANSOOB KARTEY HAIN (MAAZ ALLAH)

BEHERHAAL AHADEES SUNKAR AGEI BARHANEI ME AHATYAAT KIA KIJYE KIO KE KOI AISY BAAT JO AAP SAW NEI NAHI KAHI AUR WO UNSEI MANSOOB KARDI JAYE TOU YAH BOHTAN MEI AYEGA AUR BIDAAT SHUMAAR HOGI.

JAZAL ALLAH.

Truth Reveals
11-07-2010, 04:48 PM
Mujhay To Quranic Verses Bhi Kabhi Kabhi Ghalat Refrences K Sath Milti Hain, Jab Mein Us Ki Quran-e-Pak Say Tasdeeq Karta Hoon To Pata Lagta Hay Ye Ayat Nahi.. Very well Said Shaam, Tehqeeq Karo.. Aur Doosri Baat Koi Baat Rasool Allah "Sall'Allah'Ho'Alehi'Was'sallam" Say Mansoob Ki Jaye To Ap Bhi Usay Baghair Tasdeeq K Kabhi Rudd Mat Karo.. Jazak'Allah

FurQan
11-07-2010, 06:58 PM
Bilkul Theek kaha Shaam.... Baghir tahqeeq amal ya forward kerty hay tu humry saat saat dosro ku bhi takleef huti hay ...Khair JazakaALLAH for informing

~ Sanam Khan ~
06-05-2011, 05:41 PM
JazakALLAH
Fankx fO Sharin !!

life
06-06-2011, 03:43 AM
JazakALLAH

Owi
08-24-2011, 06:26 PM
Jazak-Allah
Thankx For Shairing

M A H i
09-11-2011, 03:09 PM
ahadees sunkar agei barhanei me ahatyaat kia kijye kio ke koi aisy baat jo aap saw nei nahi kahi aur wo unsei mansoob kardi jaye tou yah bohtan mei ayega aur bidaat shumaar hogi

right
thanks for sharing

Shaam
09-11-2011, 04:37 PM
thanks for liking it hmmm

*NRB*
10-18-2011, 12:14 AM
Jazak allah

life
09-26-2012, 09:33 PM
Jazak-Allah khair

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.