siitaroo ki roshnii
11-05-2010, 09:48 PM
;bat tu kuchh bi nhi per bat bas itni si hai k
;ma sawal jo bi kro wo muje ab jawab nhi deta
;ma kia us se chand mangti hn ya sooraj ki kirne
;ab tu apni muskrahto ka hisab bi nhi deta
;usse maloom hi nhi adaabe shanasaae kia hoti ha
;ma buht masroof hn bas kehta ,aur jaan chhura leta
;aisa bi nhi k oroon se guftagoo ka silsla hi nhi hai
;per aik haraf ka pegham dena bi ab garan hai guzerta
;jau ja kr rahoo apne rasto per, kro apne dill ki hukmrani
;aur kabi hame doondo tu kon jane hmara nishan kahn milta
;us se kho ham ne tu rakhi us k dill ki bat , rabta rakhne ki
;werna kai ham itne arzan han k dill hamra koi aur kaam nhi krta
;aur us se kho ham tu bas, us k rabte ma rahna chahte han
;aur kia qader itni hamri nhi k itni si khushi ka saman hi krta
;aur jin ko rasme shnasaae nibhani ati hai , bat bas itni ha
;wo kissi bi haal ma, kesi bi khathnai ma, do boll kehne se inkar nhi kreta