Hussain
12-07-2008, 12:27 PM
Jab tasawur mein na payen ge tumhein,
Phir kahan dhondnay jayen ge tumhein,
Tum ne deewana bnaya mujh ko,
Log afsana bnayen ge tumhein,
"AAH" mein kitna asar hota hay,
Yai tamasha bhi dikhayen ge tumhein,
Aaj kya baat kehi hay Tum ne,
Phir kebhi Yaad dilayen ge tumhein
Phir kahan dhondnay jayen ge tumhein,
Tum ne deewana bnaya mujh ko,
Log afsana bnayen ge tumhein,
"AAH" mein kitna asar hota hay,
Yai tamasha bhi dikhayen ge tumhein,
Aaj kya baat kehi hay Tum ne,
Phir kebhi Yaad dilayen ge tumhein