umair8005
12-07-2008, 10:04 AM
Jla kr tu b agr aasra na de mujh ko
yh khoof hy k hawa phir bhuja na de mujh ko
me is kheyal se mur mur kr dekhta houn usay
bichar k b wo kahein phir sada na de mujh ko
is kheyal se shab bhar me so nhi skta
k khoof-e-khawab guzishta jaga na de muj ko
me is lye b usay khud mnaoun ga umair
k muj se roothne wala bhula na de mujh ko...