PDA

View Full Version : Uk Student Visa (Complete Information in Urdu)


shahjee_gr8
10-21-2010, 04:39 AM
Asalam_O_Alaikum,

Dosto aaj kal her student ki yeh khwahish hai ke woh study ke liye UK jaye lakin munasib maloomat na hone ki wajah se buhat sare log na sirf apna paisa zaya kerte hain balke un ka keemti waqt bhi zaya hota hai. Aaj main aap se Uk student visa ke hasool ke liye complete information share ker raha hoon woh bhi urdu main. Dosto maine ZIP folder main tamam maloomat urdu main likh ker daal di hai. Yeh total 11 pages hain ju keh urdu language main tafseel se likhe gaye hain. Aap ise download karain aur mujhe apni duaon main zaroor yaad rakhye ga.

File name: Uk Student Visa Complete Information (Urdu).rar File size: 2.28 MB (http://www.fileserve.com/file/RBbatVJ)

Good Luck

ALLAH HAFIZ

AYAZ
10-22-2010, 11:22 PM
thanks for the info , ager kisi ko maloomaat chaiye hoo tou first sub sei pehlay tou yeh check karlei ke kahin yeh fraud na ho kyon ke akser ads atey hei student visa or job visa for uk but aus mei fraud bhi nikaltey hie so please get the info first

maliksaim
11-01-2010, 02:04 PM
i like it. keep on sharing.

Shomaila
11-10-2010, 04:23 PM
Allah hum sub ko islam k asoolon k mutabik zindagi guzarne ki toufeeq atta farmaey

Shomaila
11-12-2010, 09:31 AM
Yeah every student wants to go in UK and complete his study.

Saba90
01-04-2011, 08:36 AM
keep on sharing..

Kash
03-04-2011, 05:30 AM
Agar koi consultant kehta hai ke IELTS must nahi hai to wo ghalat hai and apko cheat karna chahta hai .. so becare ful.. and get the authentic info first then apply.

Legends
03-08-2011, 02:43 PM
thanks for sharing

CaReLeSs
07-20-2011, 10:26 AM
V NicE..
T4S

asad297
07-10-2014, 02:37 PM
thanks for sharing

Inaya45
11-21-2014, 09:55 AM
agar ap ko kisi meaningful purpose kay liyai abroad jana paray to zuroor jana chahiyay lakin ap kay zahin hona chahiya k hum nay pakistan ko serve karna hay chahay pakistan main hoon ya abroad.remitances from the people of pakistan living abroad are very useful for our contryso dont forget your contry either u r in abroad or in pakistan.

Study in UK (http://www.forumpakistan.com/study-in-uk-t75947.html)

sehrish2134
11-24-2017, 11:01 PM
Good Post

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.