M A H i
10-19-2010, 05:11 PM
Abi na khul abi thora hijab rehnay dy
Kuch aur din mujhe youn hi kharab rehny dy
Ujaar dy meray dil ki tamam dharti ko
Bus ek shehar, mera shehar-e-khawab rehny dy
Wohi hua na bicharnay py baat aa ponchi
Tujhe kaha tha puranay hisab rehny dy
Meri hatheli py likh dy hr ek nakami
Meray Khuda tu usay kaamyab rehny dy
Warq warq na tu aisay lakeerain khainchta ja
Kitab-e-umer mein koi to baab rehnay dy