AKHROT
09-26-2010, 05:13 AM
Ik bewafa say aik Mulaqat buhat hai
Jitna bhi diya hum ne tera saath bohat hai
dunia ko dil ke daagh dikhaon to kis terha
aey zindagi ye raaz chupaon to kis terha
apni tabahiyon main mera haath bohat hai
jitna bhi diya hum ne tera saath bohat hai
toota jo dil ka aeyna toote sabhi bharam
Hoti hai umer pyar ki jeeney ke liye kum
Marne ke liye dard ki eik raat bohat hai

Ik bewafa se aik Mulaqat buhat hai