pinky
12-05-2008, 03:37 PM
Prophet S.A.W.W said:
"I like five habbits of children..
1- Voh ro kar maangtey hain aur apni baat manva laitey hain.
2- Voh matti se khailtey hain ya'ni ghuroor ko khaak main milatey hain.
3- Jhagartey hain phir sulah kar letey hain, Ya'ni dil main hasad, bughaz aur keena nahin rakhtey.
4- Jo mil jaaye khaatey hain aur khilaatey hain, Ziyadah jama' karne ki hirs nahin kartey.
5- Matti k ghar banatey hain aur khail kar gira detey hain,
Ya,ni yeh batatey hain k yeh duniya maqaam e baqaa nahin