Deewana
09-20-2010, 12:08 AM
din tere sang sang shaam ankho utar aataa hai
mei tera saya hoo mujhey tu kidher jaata
mujhey ilzam na do me samander ki tarha sakit hi raha hoo
yah bhi maano ke samnder bhi kabhi bipher jaata hai
bohat ujaar rahta hai merei sath meri pal pal per jab
teri aahat ho tou wo pal bhi sanwar jaata hai
tera fasoon, tera khayal, teri adaa teri baatein
bus yahi hai roz o shab soch ka zaviya jidher jata hai
wo idraak nahi rakhtey kei kahein aur meri ilaaj nahi
jo kahtey hain tu roz us dar kidher jaata hai
roz meri kudh pasandi ek qila'a banati hai kudhparasti ka
roz terei khayaal sei wo hawa mei bikhar jaata hai
khuda is raat ko meri zindagi ka naseeb kardei
ke subh phoot tey hi nasha bhi utar jaata hai
yah yaar mere beech manjdhaar me hi chor jain gei
supard e toofan hoo dekhoo tou le kidher jaata hai
mera dil na ho reza reza yah soch ke wo door hogaya
nahi jata akser phir bhi khayal mera idher jaata hai ....