Deewana
09-17-2010, 06:51 PM
benaam sa yah dard teher kio nahi jata
jo beet gaya hai wo phir guzar kio nahi jata
sab kuch tou hai kia dhoondti rahti hain nigahein
kia baat hai me waqt pei ghar kio nahi jata
wo ek chahra tou nahi sarei jahan me
jo dard hai wo dil sei utar kio nahi jata
me apni hi uljhi hooi raaho ka tamasha
jidher jatey hain sab me udher kio nahi jata
wo naam jo arsa se na chahra na badan hai
wo khaab hai agr tou bikhar kio nahi jata.....