Deewana
09-17-2010, 05:32 PM
wafa wo shaks mere sath bhi na kar paya
bichartey waqt mulaqat bhi na karpaya
sitaarey tor kar lana tou gher mumkin tha
wo mere haq me koi baat bhi na kar paya
yah dukh nahi ke rahi bad gumania tabish
yah ranj hai ke shikayat bhi na karpaya
bichartey waqt mulaqat bhi na karpaya
sitaarey tor kar lana tou gher mumkin tha
wo mere haq me koi baat bhi na kar paya
yah dukh nahi ke rahi bad gumania tabish
yah ranj hai ke shikayat bhi na karpaya