Ghuncha
09-11-2010, 02:31 AM
Allah pak farmate ha
"TU mujhe fajar or asar ki namaz k baad thori dair yad kar lia kar,
tere tamam kamo ki zimedari meri hai"
Darta hun maut se magar marna zarur hai,
Larzta hun kafan say par pahenna zarur hai.
Hojata hun ghumgeen janaze ko dekh k,
Lekin mera janaza bhi uthna zarur hai.
Hoti hai taari kapkapi qabroun ko dekh kar,
Muddaton andheri qabr mai rehna zarur hai.
Duniya tu mere dil ko lubhaati hai subho sham,
Par sach hai isko chhor k jana zaroor hai.
Ya ALLAH hamy eman o salamti k sath uthana (AAAAMMEEN..)