Log in

View Full Version : TUm aao to hum bhi eid karin..


!«╬Ĵamil Malik╬«!
09-09-2010, 07:41 PM
TUm aao to hum bhi eid karin..
hasrat hai tumhari daid karin..
Tum aao to hum bhi eid karin..


kuch roz to dil ko chain mily
kuch roz to man ka phol khilain
kihtay hain eid ki aamd aamd hai..
hum log bhi kuch taeed karin...
tum aao to hum eid karin..


Tum se yah aik guzarish hai..
yah apny dil ki khwahish hai..
aik bar milo , aik bar milo..
har bar yahi takeed karin
Tum aao to hum eid karin..


Jab ghum kay badil chahy thay
is waqt bhi tum na aay thay
is bar bhi tum nhi aay ho..
sab dushman ya tanqeed karin..
tum aao to hum eid karin..


mana kay hum diwany hain
sab baton se anjany hain..
jab aapny hi bigany hain...
kaya gerron se umeed karin...
tum aao to hum eid karin..
hasrat hai tumhari deed karin

FarazAli
09-10-2010, 05:00 PM
wa wa bohat khoob jani

!«╬Ĵamil Malik╬«!
09-10-2010, 08:05 PM
Thnx Bro

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.