Ghuncha
09-09-2010, 12:08 AM
Becharty waqt me ne us se pocha !!!
Kya Dhuop me Barish hoti hai ?
Wo Hansne Lagi,
Or Hansty Hansty Rone Lagi ..
OR
Dhuop me BARISH hony lagi...
SADQA jab insan apny haath sy nikalta hai to....SADQA us waqt 5 jumaly kehta hai...
(1) Mein faani maal tha tu ny mujhy baqa dy di.
(2) Mein tera dushman tha ab tu ny mujhy dost bana liya.
(3) Aaj sy pehly tu meri hifazat krta tha ab mein teri hifazat karon ga.
(4) Mein haqeer tha tu ny mujhy azeem bana dia.
(5) Pehly mein tery hath main tha ab mein KHUDA k hath mein hon.