!«╬Ĵamil Malik╬«!
12-04-2008, 06:28 PM
jaan-e-janaa
tum kehti thi
jaanu aap mery bachy ho!
mujh ko aissa lagta hai
tum ourrh k mera lahoo ko
mery badun mein soye rahy ho
meri rouhh ja nasha pee kar mery andur khoye rahy ho
mery jism ka hissa ho
lekin aissy
jis ko mein aanchil k goussho mein tou chuppa kar tou rakh sakti houn
jis ki aankh ki pattluion mein panhaa tou kar sakti houn
lekin !
iss bachy ko
jaano aap ko
dunai ki nazrron mein lana nai hai mumkin
bara kathun hai
iss dhartti ki zaalim rasmeein
sub jhagrey
aur sabhi massiyel
kab tasleem nai hai mujh ko
lekin yah bataloon janaa
kya kori maa
apny bachy ko
sardi mein
khulli hoie veeran sarap par
raat ki bheegi hoie tanhai mein
sun sun karti hoie hawa k jhoonkoo maqtul mein
chor k tanha
manzil wali roshan raah pey chul sakti hai
kya koyi maa
aissa b kuch kar sakti hai
lekin tum ne yehi kaha hai
jaan-e-jaan!!!!