Shaam
09-04-2010, 12:37 AM
hum me hi thi na koi baat yaad na tum ko asake
tumne humei bhuladia hum ne tumhey bhula sake
tumhi na sunsako qissa e gham tou sunei ga kaun
kis ki zubaan khulei gi phir hum na agr suna sakei
hosh mei aachuke they hum josh me achukei they hum
bazm ka rang dekh kar sar na magr utha sake
ronaq e bazm bangaye lab pe hikayetein hi rahein
dil me shikaytein rahi lab na magr hilaa sake
shauq e visaal hai yaha lab pei sawal hai yaha
kis me majaal hai yaha nazar jo hum se mila sake
aisa bhi koi naama bar baat pe kaan dhar sake
sunkar yaqeen karsake jaakar unhe suna sake
ijz sei aur barh gai barhim e mizaaj dost
ab wo karei ilaj dost jis ki samjh me asake