M A H i
09-03-2010, 01:09 PM
Wo meri tamaam wafaaon ka sila kuch is tarah se deta ha
baat kar k kuch aisi mujhe meri hi nazron me gira deta hai
khayal rakhta ha wo mera kuch istarah se
k zubaan k nishtar se mujhe maar deta hai
wo teri baat phaans ban kar atak jaati ha mere dil me
wo kabhi kabhi bin maut mujhe maar deta hai
banti ha phir meri zaat hi shikwe shikayaton ka mehwar
yun lagta ha wo muje mere hone ki saza deta hai
najaane kaise sehta ha wo mere wajood ko
mujhe apne upar bhoj qarar deta hai
bhool jaati hu me bahat jald apne upar hone waali aziyaton ko
wo jab ik baar muje dekh kar muskura deta hai...!