LAMS
08-30-2010, 04:35 AM
inhen ek bar phir zindage ki navid do
inhen apne hone ka ahsas do
http://img830.imageshack.us/img830/4054/selablams.jpg
woh jo dar badar
khak basar huwe
woh jo lut gaey
be ghar huwe
na wo mangen ge tum se tumhara ghar
na tumhara sukun na tumhara dar
woh to chahte hen guzar basar
onhi wadiyon men omar bhar
yeh kara waqt yeh talkhiyan
yeh gardishen yeh bijliyan
hai hamare rab ka yeh imtihan
chalo kaflon ko karo rawan
ao mil kay on ka sath do
jo madad kare woh hath do
kay yeh apni dharti kay log hen
inhen zindagi ki soghat do
inhen phir se wahi halaat do
inhen apne hone ka ahsas do
http://img830.imageshack.us/img830/4054/selablams.jpg
woh jo dar badar
khak basar huwe
woh jo lut gaey
be ghar huwe
na wo mangen ge tum se tumhara ghar
na tumhara sukun na tumhara dar
woh to chahte hen guzar basar
onhi wadiyon men omar bhar
yeh kara waqt yeh talkhiyan
yeh gardishen yeh bijliyan
hai hamare rab ka yeh imtihan
chalo kaflon ko karo rawan
ao mil kay on ka sath do
jo madad kare woh hath do
kay yeh apni dharti kay log hen
inhen zindagi ki soghat do
inhen phir se wahi halaat do