Ghuncha
08-30-2010, 12:20 AM
On3 Of My Fav ....!!!
Kash main tery haseen hath ka kangan hota!
Tu bade pyar say chahat say bade maan k sath !
Apni nazuk c kalayi main chadhati mugh ko!
Aur baytabi say furqat k khizan lamhon main!
Tu kisi souch main dobi jo ghumaati mugh ko!!
Main tery hath ki khusbo say mehak sa jata!
Jb kbi mood main Aa kr mughay chooma krti !
Tery honton ki hidat say dahak sa jata!
Rat ko jb b tu nindon k safr pa jati!
Mar mareein hath ka takiya banaya krti!
Main tery kaan say lag kr kai batain krta!
Teri zulfon teray gaal ko chooma krta!!
Mugh ko bay tab sa rakhta teri chahat ka nasha!
Main teri rooh k gulshan main mehak sa jata!
Main tery jism k aangan main khanakta rehta!
Kuch nh to ye bay naam sa bandhan hota!!
KASH MAIN TERY HASEEN HATH KA KANGAN HOTA!!