PDA

View Full Version : Aurton K Liye Zkaat Ka Hukam ..!


- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
08-20-2010, 04:46 PM
*~ Hadees Shareef Ka Bayan Ha ~*

Hazrat Abdullah Bin Masood (R.A) Ki Zoja Hazrat Zainab (R.A) Kehti hen K Rasool Kareem (S.A.W) Ne Hamaray Saamnay Khutba Irshaad Kartay huy Farmaya K ..
" Aey Aurton Ki Jamaat .. Tum Apne Maal ki Zakaat ADA Karo .. Agharchay Wo Zewar He Kun Na HO ..
IS Liye k Qayamat k Din Tum Men Se Aksariat Dozkhion Ki Ho Ge ."

( Jamey Tirmzi )

DiE
08-20-2010, 11:36 PM
jazakallah
nice sharing

*~FaLaK~*
08-21-2010, 12:53 AM
Jazak allah

- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
08-21-2010, 01:29 AM
ShukRiYaA ... :)

M A H i
08-23-2010, 12:11 PM
: ( aksariyat auraton ki hogi ?
ya zakaat na ada kerne walon ki : ( ?

- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
08-23-2010, 03:59 PM
Well ..
HO Sakta ha Yh Unhi Aurton k LIye Farmya gya hO Jo Apni Jewlery Wgera ki Zkaat ada Nh Karti Apne Maal ki Zkaaat na ada Karti HOn IS Liye Farmaya gya K zKaat do Chahe apne Zevar me se He Do ..
Ya Sab k liye Kaha gya ho K Aksriat Dozkhion kI hO Ge ...!
Allah OR Un K Rasool (S.A.W) Behtar Janna'ne Wale HEN ..
Wallha Elam .. !

maliksaim
08-24-2010, 02:04 PM
Thanks for sharing wonderful posting.............

FarazAli
08-24-2010, 10:28 PM
JazakAllah :)

~ Sanam Khan ~
08-25-2010, 12:46 AM
Jazak allah

- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
08-27-2010, 04:18 PM
Bht SHukRiyA ... :)

master
08-29-2010, 11:25 PM
Subhan allah

- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
08-30-2010, 04:35 PM
ShukRiYaA .. :)

loving_guy
09-13-2010, 01:31 PM
Yeh to ALLAH behtar janta hay ke kis ki tadad ziada ho gi

Magar jo hadees main bat hoti hay woh hamesha sach hoti hay

heart.beat
09-16-2010, 10:47 PM
thnx for sharing

maliksaim
11-01-2010, 02:29 PM
keep sharing

ღƬαsнι☣Rασ™
07-08-2012, 04:32 PM
Jazak allah
Jazak Allah
Thanks fOr Shar!ng

life
09-28-2012, 06:28 PM
Subhan Allah

MASOOM GIRL
10-02-2012, 05:08 AM
JazakALLAH...

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.