S@N@ KH@N
08-20-2010, 02:50 PM
Shayed k utar jaye tere dil main meri baat:
QURAN ghar main hai magar
parhta nahi mein,
Zara bhi ALLAH ka khauf kerta
nahi mein,
Mujhe aati hai museebat tu
ALLAH yaad ata hai,
Warna tu kabhi sar sajday main
rakhta nahi mein,
MOBILE ki awaz sunn ker uth jata hoon
mein foran,
Par sunn ker AZAAN kabhi uthta nahi
mein,
Kanon main AZAAN ki bhala kese aye
awaaz,
Band tu kabhi TV kerta nahi
mein,
Soorat se tu insan nazar ata hoon
mein,
Magar SEERAT se tu MUSALMAAN
lagta nahi mein.
QURAN ghar main hai magar
parhta nahi mein,
Zara bhi ALLAH ka khauf kerta
nahi mein,
Mujhe aati hai museebat tu
ALLAH yaad ata hai,
Warna tu kabhi sar sajday main
rakhta nahi mein,
MOBILE ki awaz sunn ker uth jata hoon
mein foran,
Par sunn ker AZAAN kabhi uthta nahi
mein,
Kanon main AZAAN ki bhala kese aye
awaaz,
Band tu kabhi TV kerta nahi
mein,
Soorat se tu insan nazar ata hoon
mein,
Magar SEERAT se tu MUSALMAAN
lagta nahi mein.