M A H i
08-19-2010, 11:00 PM
AAJ PHIR SHAAM DHALE
Phir wahi dard sa jaaga hai ragoan mein meri
Phir wahi aah si nikli hai mere seeney sey
Phir wahi khwaab se tootey hain meri aankhoan mein
Phir wahi dard ki talkhi hai meri baatoan mein
Phir wahi ashq se thahre hain meri palkoan perr
Phir wahi raat si jeevan mein utar aai hai
Phir wahi aakhiri manzar hai meri aankhoan mein
Aaj phir shaam dhale mujhe tum yaad aaye ho.