DiE
08-16-2010, 06:49 PM
Mohabbat tark ki mai nai, gireban see liya mai nai
zamaney ab to khush ho, zehar ye bhi pee liya mai nai
abhi zinda hoon lekin sochta rehta hon khilwat mai
kai ab tak kis tamanna kai sahare jee liya mai nai
unhai apna nahi sakta magar itna bhi kia kam hai
kai kuch muddat haseen khuwabon mai jee liya mai nai
bud ab to daman e dil chor do be kar ummeedo
buhat dukh seh liye mai nai buhat dil jee liya mai nai