Ghuncha
08-16-2010, 12:09 AM
Kahan TaLash karen Us k bin
Sukoon-E-Nazar!
Wo Be-misaL Hy Us Jesa dosra hy Hi nahin..
Basa Huwa Hy mere DiL mein
Bu-E-GuL ki Tarha,
Wo door Hy muJh se magar Juda To nahin.!)
Sukoon-E-Nazar!
Wo Be-misaL Hy Us Jesa dosra hy Hi nahin..
Basa Huwa Hy mere DiL mein
Bu-E-GuL ki Tarha,
Wo door Hy muJh se magar Juda To nahin.!)