Zafina
08-15-2010, 11:35 PM
teray tabsray hain bekhabar meri dastan-e-hayaat say
tu keh raha hai dil jisay meri khawahishoo地 ka mizaar hai
tera shukria aye tabbeb-e-jaan, ye khaloos apni jaga magar
teri masehaye bhi kya karay mera dard hi beshumar hai
meray rastoo地 jo agya meray kafiloo地 ko jo kha gya
woh toofa地 to kub ka guzar gya magar dil mai ab tak gubaar hai
aye mehrbaa地 dost sun meri mushkiloo地 ko samjh kay mai
teri mohabatoo地 ka kya karo kisay dil pay ab ikhtyaar hai!
naye mousamoo地 ko bulaoo mut kay mujhay khushbu誕on ki talab nahi
meri rah rehnay dou khar khaar kay meray liye to yehi bahar hai
jo nafratoo地 say julas gya usay dil say saray dua誕in dou
par us sitam zada ka kya karay jo muhabatoo地 ka shikaar hai!