Humaila
12-03-2008, 01:49 AM
Assalam-o-alaikum...
Iss thread mein hum baat karenge HAJJ key barey mein.. Cause abh hajj ka month hai, means jissney hajj karney jana hai woh ja sakta hai iss month mein.. Well
Hajj par jana haar aik muslim ka khuwab hai atleast hona chahie.. Lekin HAJJ par jub hum jatey hai, to aik nyaat rakh kar jatey hai.. Aur zahiir si baat hai hum aik dosrey ki nyaat se to WAQIIF nahi hai aur na hi kabhi ho saktey hai,,, Lekin kuch abh mein SUB nahi kahongi cause iss dunya mein haar aik insaan aik jaisa nahi hota.. To afsoosan kuch log aise bhi hotey hai jo DIKHAWEY key lye jatey hai.. Sirf DUNYA ko dikhaney key lye, DUNYA ka aitemaad paney k lye.. Lekin kya akhriat mein bhi humara saath DUNYA ney dena hai??.. Simple ANSWER NO.. ALLAH(swt) behtaar janta hai humarey dil-o- mein kya hai, wohi aik hai jo humari nyaaton se WAAQIF hai.. To jo KAM karo ALLAH(swt) k lye karu jissney aapko bachana hai akhiraat k din.. Abh Akhiraat k din yhe to hum kehney se rahey k hum dunya k lye haajj kya tha..
2nd baat yhe, key haajj key janey se pehley insaan ko SUB borey kam chor kar jana chahie.. Aapna daman paak saaf kar key jana chahie.. Key jub woh hajj se wapis ay to ALLAH(swt) ka SACCHA DOST hoo.. Abh hajj ka matlab yhe nahi k, insaan hajj par jay aur wapis akar wohi borey kam karey.. Balkey ossko borey kamon se bachna chahie. MAZIID..
Bus.. ALLAH(swt) hum sub MUSLMANO ko hajj par janey ki TOFEEQ de.. AMIN..
Baqi ALLAH(swt) behtaar janey wala hai ..