!«╬Ĵamil Malik╬«!
08-12-2010, 10:38 AM
raaz_e_ulfat chupa k dekh liya
dil bohat kuch jala k dekh liya
aur kya dekhney ko baqi hai
aap sey dil laga k dekh liya
wo merey ho k bhi merey na huey
un ko apna bana k dekh liya
aaj un ki nazar main kuch hum ney
sab ki nazrain bacha k dekh liya
Faiz takmeel_e_gham bhi ho na saki
ishq ko azma k dekh liya
{faiz ahmed faiz}
dil bohat kuch jala k dekh liya
aur kya dekhney ko baqi hai
aap sey dil laga k dekh liya
wo merey ho k bhi merey na huey
un ko apna bana k dekh liya
aaj un ki nazar main kuch hum ney
sab ki nazrain bacha k dekh liya
Faiz takmeel_e_gham bhi ho na saki
ishq ko azma k dekh liya
{faiz ahmed faiz}