PDA

View Full Version : Muhabbat hai kia


Shaam
08-10-2010, 10:40 AM
me nei chand sei kaha
tujhey muhabbat pata hai kia
muhabbat hai kia
chand badlo oot sei
dheerey sei muska ke bola
muhabbat roshni
dilo ki

mei nei phool sei kaha
tujhey khabar hai kia
muhabbat hai kia
phool lehek kei mastee sei bola
muhabbat khusboo hai
sachaai ki

mei nei badalo sei kaha
tujhey pata hai kia
muhabbat hai kia
badal lehra kei bola
muahhabt barish hai
jazbo ki

mei nei zameen sei poocha
tujhey pata hai kia
muhabbat hai kia
zameen banhein phela ke boli
muhabbat saibaan hai
sukoon ka

mei nei maa sei poocha
tujhey pata hai kia
muhabbat hai kia
maan ansoon ko poch ke boli
muhabbat qurbaani hai
khuwahisho ki

mei nei phir Khuda sei poocha
tujhey hai kia
muhabbat hai kia
Khuda merei pass aya
aur dil mei utar kar bola
muhabbat maaf karna hai..........

safa
08-10-2010, 01:13 PM
khubsurat hai abhi poora read nahi kya.....Insha Allah karungi......


http://www.shevron.com.sg/catalog/images/Thank%20You%20Sunflower%20SH05-0393.jpg

Zafina
08-10-2010, 01:32 PM
wowwwwwwwwwwwwwww ........ Zabardast..... Bhaya kal Raat Mujh per bhi aisa hi aik wajad aya ta..Chalo sunati hu :D lolzzzzzzzz
wordings sahi nahi awein tuk bandi ki hay dek lay app lolz

Muhabat ku may nai ja baja dekahay
[shair k tasawor may
Musawir k canvice per
musanif k qalam may
saqi k jaam may
raqas k raqs may
muthrib k her saaz may
lakin yah muhabat mujhy
Mutawaja na ker ski kabhi bhi
Muhabat la jawab jazaba hay
aur amar huta hay taab jub
Rub aur bandy k bech hu jay

heheh dek lay apka bacha bhi apki naqal ker raha hay :D

!«╬Ĵamil Malik╬«!
08-10-2010, 02:16 PM
Nice T4S

safa
08-10-2010, 05:20 PM
wowwwwwwwwwwwwwww ........ Zabardast..... Bhaya kal Raat Mujh per bhi aisa hi aik wajad aya ta..Chalo sunati hu :D lolzzzzzzzz
wordings sahi nahi awein tuk bandi ki hay dek lay app lolz

Muhabat ku may nai ja baja dekahay
[shair k tasawor may
Musawir k canvice per
musanif k qalam may
saqi k jaam may
raqas k raqs may
muthrib k her saaz may
lakin yah muhabat mujhy
Mutawaja na ker ski kabhi bhi
Muhabat la jawab jazaba hay
aur amar huta hay taab jub
Rub aur bandy k bech hu jay

heheh dek lay apka bacha bhi apki naqal ker raha hay :D

:(l0l)::(l0l): zafina ek na shud 2 shud....lo ab yahan 2 diwane jama hogaye......bahut achay.......:ahsaaaaasm:

Zafina
08-10-2010, 05:34 PM
:(l0l)::(l0l): zafina ek na shud 2 shud....lo ab yahan 2 diwane jama hogaye......bahut achay.......:ahsaaaaasm:

hahhahahhahahaha :playyy: Hum duno

safa
08-10-2010, 05:44 PM
http://sl.glitter-graphics.net/pub/585/585252jzxa37nmgf.gif


poora read kya hai....achi tareef ki hai aap ne......!

Zafina
08-10-2010, 05:48 PM
http://img291.imageshack.us/img291/1721/z4c614a5d4b476.gif

http://img291.imageshack.us/img291/6125/z4c614a9b715ff.gif

safa
08-10-2010, 05:53 PM
http://www.familylobby.com/common/tt5899933fltt.gif

!~*AdOrAbLe*~!
08-10-2010, 05:57 PM
nice...

BeeNa AG
08-10-2010, 06:05 PM
nice...........

BeeNa AG
08-10-2010, 06:06 PM
wowwwwwwwwwwwwwww ........ Zabardast..... Bhaya kal Raat Mujh per bhi aisa hi aik wajad aya ta..Chalo sunati hu :D lolzzzzzzzz
wordings sahi nahi awein tuk bandi ki hay dek lay app lolz

Muhabat ku may nai ja baja dekahay
[shair k tasawor may
Musawir k canvice per
musanif k qalam may
saqi k jaam may
raqas k raqs may
muthrib k her saaz may
lakin yah muhabat mujhy
Mutawaja na ker ski kabhi bhi
Muhabat la jawab jazaba hay
aur amar huta hay taab jub
Rub aur bandy k bech hu jay

heheh dek lay apka bacha bhi apki naqal ker raha hay :D


bhut khub sis

Noor ul huda
08-10-2010, 08:11 PM
ZAFiiiiiiiiiiiiiiiiii......................WOW.... .......Pehly Mujhy tu suna deti (nope) . waise Buhut acha hay...MashaALLAH.. :0016:

Shaam
08-10-2010, 10:15 PM
thanks all
zafi bhaya
beta yah post meri hai :@:@
koi meri poem ki bhi tareef kardei :(

Zafina
08-10-2010, 10:48 PM
hahhahhhahha sorry Me nai tu buss awein :0037:

Shaam
08-11-2010, 10:16 AM
arey nahi beta waqai bahut acha likha hai tum ne
abad raho ..

Shaam
08-14-2010, 05:27 AM
bahut shukria sab ka

sheeza ayub
08-20-2010, 12:36 PM
Very Nice

Abewsha
08-17-2011, 05:26 AM
bohat acha hai keep it up...

life
08-16-2012, 06:26 PM
buhat Aala...

Shaam
09-29-2012, 10:23 AM
thanks

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.