LAMS
08-07-2010, 04:19 AM
chat ti hai aj bhi insaniat apna lahu
zindage hai aj bhi khod apne zakhmo ka shumar
aj bhi qomo ko dhamkata hai qomo ka ghurur
hai dilo men aj bhi tarik sadyo ka ghubar