Shaam
08-06-2010, 12:17 AM
youn chor ke na jao mujhey aye chaahat meri
youn bina sochey kuch b kehjana hai bus adat meri
yah kuch aur nahi teri muhabbat ka shakhsana hai
wagarna itna aam nahi thi logo me muskurahat meri
jab lab khulein teri naam loo jo lafz likhoo tra khayal ho
tera na hona tera ahsaas kagaya ab halat meri
me chahoo bhi tou laaon kaha sei wo zarf e muhabbat
teri tarha muhabbat karne ki nahi hasiyat meri
Mujhey ata karei ga mera rab apni rehmat sei tujhey
raigan ab aisy bhi na jaye gi her ek ibadat meri..........