Ghuncha
08-05-2010, 03:00 AM
Es Karri Dhop Main Jalte Huye Paon Ki Tarah,
Wo Kisi Or K Aangan Main Hai Chaon Ki Tarah,
Wo To Waqif Hai Mere Jazbon Ki Sachayi Se,
Phir Kyun Khamosh Hai Pathar K Khudaon Ki Tarah,
Main To Khushbo Ki Tarah Saath Raha Hon Us K,
Wo Chalti Rahi Bechain Hawaon Ki Tarah,
Jo Barbad Huye Thy Wohi Badnam Huye Hain,
Wo To Masoom Rahe Apni Adaon Ki Tarah,
Gham Ye Nahi Hai K Hamein Koi Khushi Raas Nahi,
Zindagi Kaat Rahe Hain Hum Sazaon Ki Tarah.