DiE
08-03-2010, 12:34 AM
Na tha kuch to Khuda tha, kuch na hota to Khuda hota
Doboya mujh ko honey nai, na hota mai to kia hota
howa jab gham se yun be his, to ghum kia sar k katney ka
na hota gar juda tan se to zanoo per dharaa hota
hoi muddat kai Ghalib mar gaya, per yaad aata hai
wo her ek baat pe kehna kai yun hota tu kia hota