DiE
08-01-2010, 02:46 PM
Kabhi Kabhi mere Dil mai Khayal aata hai
Ajab na tha mai be gana e alam hokar
ter jamal kl ra anayoon mai khoo rehta
tera gudaz badan, tairi neem baaz ankhain
inhi haseen fasanoo mai mehewo ho rehta
kai zindagi teri zulfoon ki naram chahoo mai
guzarney pati to shadab ho bhi sakti thi
ye tairgi jo mairi zeest ka muqaddar hai
teri nazar ki shuaoon mai khoo bhi sakti thi
magar ye ho na saka or ab ye aalam hai
kai to nahi tera ghum, teri justujo bhi nahi
guzar rahi hai kuch is tarha zindagi jese
usey kisi saharey ki arzoo bhi na thi
zamaney bhar k dukhoon ko laga chuka ho galey
guzar raha hoon kuch anjani rah guzaroon se
moheeb saey meri simt barhte aatey hain
hayat o mout kai par hool khaar zaroon se
na koi jadah manzil na rooshni ka suragh
bhatak rahi hai khalaon mai zindagi meri
inhi khalaoon mai reh jaonga kabhi khoo kar
mai janta hoon meri hum nuafs magar yunhi
kabhi kabhi mere dil mai khayal aata hai