DiE
08-01-2010, 01:57 AM
Muzmahil Khuwab
mere khuwaboon k jharookoon ko sajaney wali
tere khuwaboon mai kaheen mera guzar hai k nahi
pooch kar apni nigahoon se bata dai mujh ko
meri ratoon k muqaddar mai sehar hai k nahi
meri ujri hoi neendoon k shabistanoo mai
tu kisi khuwab k paikar ki tarha aii hai
kabhi apni si kabhi ghair nazar aii hai
kabhi ikhlas ki sourat kabhi harjaii hai
piyar per bus to nahi mera lekin phir bhi
tu bata dai tujhey piyar karoon ya na karoon
tu nai khud apney tabbassum se jagaya hai jinhey
tum tamannaoo ka izhar karoon ya na karoon
meri darmanda jawani ki tamannaoo kai
MUZMAHIL KHUWAB ki tabeer bata dai mujh ko
tere daman mai gulistan bhi hain veerain bhi
mera Hasil mairi taqdeer bata dai mujh ko