DiE
08-01-2010, 01:39 AM
Tum chali jaoo gi' perchaiyan reh jaeyngi
kuch na kuch husan ki ra aniyan reh jaeyngi
tum kai is jheel k sahil pe mili ho mujh se
jab bhi dekhonga yahin mujh ko nazar aoo gi
yaad mit ti hai na manzar koi mit sakta hai
dour ja kar bhi tum apney ko yahin paogi
ghus kai reh jaeygi jhonkoo mai badan ki khusboo
zulf ka aks ghataon mai rahey ga sadyoon
phool chupkey se chura lenge laboo ki surkhi
ye jawan husan fizaon mai raheyga sadyoon
is dharkti hoi shadab o haseen wadi mai
ye na samjhoo kai zara dair ka qissa ho tum
ab hamaisha k liye mairey muqaddar ki tarha
in nazaroon k muqaddar ka bhi hissa ho tum