~wish munda~
08-01-2010, 12:19 AM
Zaroori kaam hai lekin rozana bhool jata hon
MUjhay tum say muhabbat hai batana Bhool jata hon
Teri galyon main phirna itna Acha lagta hai
Main rasta yaad rakhta hon Thinkana bhool jata hon
Bus itni baat pr main logon ko acha nahi lagta
Main neki ker tu deta hon Jatana bhool jata hon
Shararat lay k ankhon main woh us ka dekhna Tooba
Main nazron per jami Nazren jhukana Bhool jata hon
Muhabbat kab hoi tujh say yeh sub kuch yaad hai Kyon K
Main galti ker tu deta hon Bhulana bhool jata hon