ZA!B THE FUR!OUS
07-28-2010, 02:02 PM
Iss Shanasai ki dewaar ko ghir janay dy,
tu mujhay pass se chup chap guzar janay dy,
zindagi gham main tere khud hi bikhar jaye gi,
hijar k dard ka mafhoon samajh anay dy,
haan tere baad sambhal jayen ge rafta rafta,
ham issi aas main hain hamko behal janay dy,
apni marzi se samaitay hain ye anso maine,
mujhko iss dard ke darya main uter janay dy,
gham-e-tanhai tujhko khaak na ker de akhir,
thaam le haath koi meri fiker janay dy....