!«╬Ĵamil Malik╬«!
07-26-2010, 07:45 PM
us ney phir meyra haal puch hai
kitna mushkil sawal pucha hai
hichkiyon ka ajeeb lehja tha
baat ko taal taal pucha hai
tum mujhey chor to naa jao gey
wastey daal daal pucha hai
aansouon ki zubaan main us ney
jitna pucha kamal pucha hai
kiya kabhi mil sakain gey hum donoon
mujh sey meyra khayal pucha hai
kitna mushkil sawal pucha hai
hichkiyon ka ajeeb lehja tha
baat ko taal taal pucha hai
tum mujhey chor to naa jao gey
wastey daal daal pucha hai
aansouon ki zubaan main us ney
jitna pucha kamal pucha hai
kiya kabhi mil sakain gey hum donoon
mujh sey meyra khayal pucha hai